Sunday 16 September 2012

History

Ye prachin mandir riyasat ke zamane se hi suprasiddh hai. Riyasat kalin Raja Thakur Uday Singh Sultanot ke sapne me padhare aur tab unhone iss prachin mandir ki sthapana ki thi. Prachin mandir ke pass riyasath kalin me ek kuua tha jisme Maa Jaldevi ki nikasi hui tatkaalin raja ne kuue me se nikal ke iss mandir ki sthapana ki. Yaha kayi paralysis ke sath aate hai aur theek ho jaate hai. Navratra me saikdo  darshnarthiyo ka aana jaana laga rehta hai.

No comments:

Post a Comment